Niyat E Shauq Bhar Na mp3 song download

Free Niyat E Shauq Bhar Na mp3 song
We presents for now Niyat E Shauq Bhar Na mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.
Niyat E Shauq Bhar Na Song Lyrics
Movie/Album Name: KASHISH (ALBUM)
Singer(s) : ASHA BHOSLE
Lyrics:
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin,...2
tu bhi dil se utar na jaaye kahin
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin
aaj dekha hai tujhako der ke baad....2
aaj ka din guzar na jaaye kahin
tu bhi dil se utar na jaaye kahin
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin
na mila kar udaas logon se,,...2
husn tera bikhar na jaaye kahin
tu bhi dil se utar na jaaye kahin
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin
aarazu hai ke tu yahaan aaye.....2
aur phir umr bhar na jaaye kahin
tu bhi dil se utar na jaaye kahin
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin
aao kuchh der ro hi lein naasir .......2
phir ye dariya utar na jaaye kahin
tu bhi dil se utar na jaaye kahin
niyat-e-shauq bhar na jaaye kahin
Posted by : Ravi Sahu
Recent Tags : Niyat E Shauq Bhar Na mp3 song download, free Niyat E Shauq Bhar Na from movie Niyat E Shauq Bhar Na free download, Niyat E Shauq Bhar Na hindi lyrics, Niyat E Shauq Bhar Na bollywood songs lyrics, Niyat E Shauq Bhar Na free song