logo

Sajan Ki Galiyan Chhod mp3 song download

Bazaar 1949

Free Sajan Ki Galiyan Chhod mp3 song

We presents for now Sajan Ki Galiyan Chhod mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

derben-clove-bags
Songs Download Play & Listen
Sajan Ki Galiyan Chhod
Artist : Lata Mangeshkar
Sajan Ki Galiyan Chhod Song Lyrics

Song Lyrics Title : Sajan Ki Galiyan Chhod Chale
Song Lyrics Movie : Bazaar (1949)
 Singer:- Lata Mangeshkar

mp3 songs

saajan ki galiyaan chhod chale
dil roya aansu beh na sake
ye jina bhi koi jina hai
ham un ko apana keh na sake
saajan ki galiyaan

jab un se bichhad kar aane lage -2
ruk-ruk ke chale, chal-chal ke ruke
lab kaanpe, aankhen bhar aayi
kuchh kehana chaaha keh na sake
saajan ki galiyaan chhod chale
dil roya aansu beh na sake
saajan ki galiyaan

un ke liye un ko chhod diya
khud apane dil ko tod diya
ham un ke dil men rehate the
un ke qadamon men reh na sake
saajan ki galiyaan chhod chale
dil roya aansu beh na sake
saajan ki galiyaan

saajan hain wahaan aur ham hain yahaan
aise dil ko le jaayen kahaan
jo paas bhi un ke reh na sake
aur dard-e-judaai seh na sake
saajan ki galiyaan chhod chale
dil roya aansu beh na sake
saajan ki galiyaan



Sajan Ki Galiyan Chhod Video Song
Youtube Video Description :
derben-clove-plain-tshirt

derben-clove-bags

Recent Tags : Sajan Ki Galiyan Chhod mp3 song download, free Sajan Ki Galiyan Chhod from movie Sajan Ki Galiyan Chhod free download, Sajan Ki Galiyan Chhod hindi lyrics, Sajan Ki Galiyan Chhod bollywood songs lyrics, Sajan Ki Galiyan Chhod free song